Saturday, January 29, 2011

Aansoon

Jo Aansoon na hote aankhon mai,
To Chehra uska yoon na Dhundhlata.

Jo Gam na Hota Seene mai,
To Humain Shayar kaun Bulata....

Wafa k badle bewafai Jamane ka Dastoor hai,
Jo Kal tha kareeb aaj wohi subse door hai.

Dil k jakhmon ko yoon kar kar ke siya hai,
Nashtaron ki Chubhan ko jaise Sajda kiya hai...

Hai Falak ki bhi kahani kuch huari tarah yaaron,
Sitaarain to hai nhi aur aftaab bhi khafa hai...... !!!